Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4396cfc4f4f11edfd5055ff36784305b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun - Anees Ansari Poetry In English - Darsaal

Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun

main sahra tha jazira ho gaya hun

samundar dekh tera ho gaya hun

ba-juz ek nam kahta hun na sunta

main aisa gunga bahra ho gaya hun

teri aankhon ne dhoya hai mujhe yun

main bilkul saf-suthra ho gaya hun

tu suraj hai main aaine ka TukDa

kiran chhu kar sunahra ho gaya hun

mujhe raushan kiye hai aks tera

main tera shoKH chehra ho gaya hun

baDi lazzat hai teri qurbaton mein

tar-o-taza sawera ho gaya hun

(745) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun In English By Famous Poet Anees Ansari. Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun is written by Anees Ansari. Read famous Poem Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun for youth and Student by Anees Ansari. Free Download Main Sahra Tha Jazira Ho Gaya Hun in PDF.