Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e8601bbc27ebf0c080f6db9a256e5583, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Raat Se Jang Koi Khel Nain - Ammar Iqbal Poetry In English - Darsaal

Raat Se Jang Koi Khel Nain

raat se jang koi khel nain

tum charaghon mein itna tel nain

aa gaya hun to khinch apni taraf

meri jaanib mujhe dhakel nain

jab main chahunga chhoD jaunga

ek sarae hai jism jail nain

bench dekhi hai KHwab mein KHali

aur paTri par us pe rail nain

jis ko dekha tha kal daraKHt ke gird

wo hara azhdaha tha bel nain

(2223) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Raat Se Jang Koi Khel Nain In English By Famous Poet Ammar Iqbal. Raat Se Jang Koi Khel Nain is written by Ammar Iqbal. Read famous Poem Raat Se Jang Koi Khel Nain for youth and Student by Ammar Iqbal. Free Download Raat Se Jang Koi Khel Nain in PDF.