Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_279ad78507be511889e766aa68a38068, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein - Amjad Islam Amjad Poetry In English - Darsaal

Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein

tara tara utar rahi hai raat samundar mein

jaise Dubne walon ke hon hath samundar mein

sahil par to sab ke honge apne apne log

rah jaegi kashti ki har baat samundar mein

ek nazar dekha tha us ne aage yaad nahin

khul jati hai dariya ki auqat samundar mein

main sahil se lauT aaya tha kashti chalne par

pighal chuki thi lekin meri zat samundar mein

kaT raha hun aise 'amjad' ye hasti ki rah

be-patwari naw pe jaise raat samundar mein

(1399) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein In English By Famous Poet Amjad Islam Amjad. Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein is written by Amjad Islam Amjad. Read famous Poem Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein for youth and Student by Amjad Islam Amjad. Free Download Tara Tara Utar Rahi Hai Raat Samundar Mein in PDF.