Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fe122038bd61c3b352326acdbd9074c7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nazar Nazar Hairani De - Ameer Qazalbash Poetry In English - Darsaal

Nazar Nazar Hairani De

nazar nazar hairani de

mujh ko mera sani de

jugnu phul sitara chand

apni koi nishani de

insanon ko dana kar

thoDi si nadani de

har chehra be-rangat hai

shakl koi nurani de

tere bachche pyase hain

in paudon ko pani de

rawan raat jagata hai

koi ram-kahani de

mujh ko mujh se dur na rakh

milne ki aasani de

sahil sahil tishna-labi

dariya ko tughyani de

(1592) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nazar Nazar Hairani De In English By Famous Poet Ameer Qazalbash. Nazar Nazar Hairani De is written by Ameer Qazalbash. Read famous Poem Nazar Nazar Hairani De for youth and Student by Ameer Qazalbash. Free Download Nazar Nazar Hairani De in PDF.