Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b48464509190663a665a448c54f98b86, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko - Ameer Qazalbash Poetry In English - Darsaal

Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko

meri pahchan hai kya mera pata de mujh ko

koi aaina agar hai to dikha de mujh ko

tujh se milta hun to aksar ye KHayal aata hai

is bulandi se agar koi gira de mujh ko

kab se patthar ki chaTTanon mein hun gumnam o asir

dewtaon ki tarah koi jaga de mujh ko

ek aaina sar-e-rah liye baiTha hun

jurm aisa hai ki har shaKHs saza de mujh ko

in andheron mein akela hi jalunga kab tak

koi shai tu bhi to KHurshid-numa de mujh ko

(1023) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko In English By Famous Poet Ameer Qazalbash. Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko is written by Ameer Qazalbash. Read famous Poem Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko for youth and Student by Ameer Qazalbash. Free Download Meri Pahchan Hai Kya Mera Pata De Mujhko in PDF.