Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_431c26df6e8bf944eeb6662a4a535457, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi - Ameer Qazalbash Poetry In English - Darsaal

Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi

dil mein be-nam si KHushi hai abhi

zindagi mere kaam ki hai abhi

main bhi tujh se bichhaD ke sargardan

teri aankhon mein bhi nami hai abhi

dil ki sunsan rahguzaron par

main ne ek chiKH si suni hai abhi

main ne mana bahut andhera hai

phir bhi thoDi si raushni hai abhi

apne aansu 'amir' kyun ponchhun

in charaghon mein raushni hai abhi

(746) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi In English By Famous Poet Ameer Qazalbash. Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi is written by Ameer Qazalbash. Read famous Poem Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi for youth and Student by Ameer Qazalbash. Free Download Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi in PDF.