Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1e2d96ea065f5e56df0b6dcfcf536833, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga - Ameer Qazalbash Poetry In English - Darsaal

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga

dard ka shahr kahin karb ka sahra hoga

log waqif the koi ghar se na nikla hoga

wo jo ek shaKHs ba-zid hai ki bhula do mujh ko

bhul jaun to usi shaKHs ko sadma hoga

aankh khulte hi bichhaD jaega har manzar-e-shab

chand phir subh ke maqtal mein akela hoga

jin ujalon ki taraf dauD rahi hai duniya

un ujalon mein qayamat ka andhera hoga

ek ummid har ek dar pe liye jati hai

ye mera shahr tha koi to shanasa hoga

(881) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga In English By Famous Poet Ameer Qazalbash. Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga is written by Ameer Qazalbash. Read famous Poem Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga for youth and Student by Ameer Qazalbash. Free Download Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga in PDF.