Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0a322f25addadfa143797f7f1006b20b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bante Hain Farzane Log - Ameer Qazalbash Poetry In English - Darsaal

Bante Hain Farzane Log

bante hain farzane log

kitne hain diwane log

dair o haram ki rah se hi

jate hain mai-KHane log

dekh ke mujh ko gum-sum hain

aae the samjhane log

kya sunte naseh ki baat

hum Thahre diwane log

nichi nazar se mujh ko na dekho

ghaD lenge afsane log

diwana kahte hain 'amir'

KHub mujhe pahchane log

(730) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Bante Hain Farzane Log In English By Famous Poet Ameer Qazalbash. Bante Hain Farzane Log is written by Ameer Qazalbash. Read famous Poem Bante Hain Farzane Log for youth and Student by Ameer Qazalbash. Free Download Bante Hain Farzane Log in PDF.