Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a8373c071c303fba86883537a2ca0372, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai - Ameeq Hanafi Poetry In English - Darsaal

Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai

main bhi kab se chup baiTha hun wo bhi kab se chup baiThi hai

ye hai visal ki rasm anokhi ye milne ki rit nai hai

wo jab mujh ko dekh rahi thi main ne us ko dekh liya tha

bas itni si baat thi lekin baDhte baDhte kitne baDhi hai

be-surat be-jism aawazen andar bhej rahi hain hawaen

band hain kamre ke darwaze lekin khiDki khuli hui hai

mere ghar ki chhat ke upar suraj aaya chand bhi utra

chhat ke niche ke kamron ki jaisi thi auqat wahi hai

(908) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai In English By Famous Poet Ameeq Hanafi. Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai is written by Ameeq Hanafi. Read famous Poem Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai for youth and Student by Ameeq Hanafi. Free Download Main Bhi Kab Se Chup BaiTha Hun Wo Bhi Kab Se Chup BaiThi Hai in PDF.