Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3d3302699a9c67b4a8615a648c0090ad, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal - Amber Waseem Allahabadi Poetry In English - Darsaal

Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal

hairan main pahli bar hua zindagi mein kal

apni jhalak dikhai paDi thi kisi mein kal

mahaul mein saja ke andheron ka ek fareb

jugnu ko main ne dekh liya raushni mein kal

achchhe nahin ki haal pe mazi ka ho asar

na puchh aaj jo bhi hua be-kali mein kal

kausar ki mauj shukr ke sajde mein gir paDe

kiya jaane main ne kya kaha tishna-labi mein kal

kya jaane qatilon ko nahin hai ki hai KHabar

bahr-e-tawaf aaega 'amabar' gali mein kal

(612) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal In English By Famous Poet Amber Waseem Allahabadi. Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal is written by Amber Waseem Allahabadi. Read famous Poem Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal for youth and Student by Amber Waseem Allahabadi. Free Download Hairan Main Pahli Bar Hua Zindagi Mein Kal in PDF.