Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_479961163729ff147851f54d95b2d597, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko - Ambarin Salahuddin Poetry In English - Darsaal

Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko

jab mere shahr ki har sham ne dekha us ko

kyun na phir mere dar-o-baam ne dekha us ko

harf-dar-harf mere dil mein utart aaya hai

mujh se pahle mere ilham ne dekha us ko

meri aankhon ne to ek bar hi manzar dekha

phir har ek lamha-e-dushnam ne dekha us ko

din Dhale KHwab dariche mein utar aata hai

jab bhi dekha hai yahan sham ne dekha us ko

jaane kis KHwab ki hairat ne jagae rakkha

phir meri hasrat-e-nakaam ne dekha us ko

(761) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko In English By Famous Poet Ambarin Salahuddin. Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko is written by Ambarin Salahuddin. Read famous Poem Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko for youth and Student by Ambarin Salahuddin. Free Download Jab Mere Shahr Ki Har Sham Ne Dekha Usko in PDF.