Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dbbae4078e6e43ba3f06ad4de73c3fc6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega - Ambarin Salahuddin Poetry In English - Darsaal

Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega

chand ubhrega to phir hashr dikhai dega

shab ki pahnai mein har aks duhai dega

mere chehre pe kisi aur ki aankhen hongi

phir kahan kis ko kisi or sujhai dega

aap ne aankh mein jo KHwab saja rakkhe hain

un ko tabir mera dast-e-hinai dega

meri hairat meri wahshat ka pata puchhti hai

dekhiye kaun kise pahle rasai dega

jis ne kanon pe biTha rakkhe hain Dar ke pahre

is ko kab shabd mera koi sunai dega

(765) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega In English By Famous Poet Ambarin Salahuddin. Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega is written by Ambarin Salahuddin. Read famous Poem Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega for youth and Student by Ambarin Salahuddin. Free Download Chand Ubhrega To Phir Hashr Dikhai Dega in PDF.