Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a53c1464a2c8f86252fc14f9edced883, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko - Ambareen Haseeb Ambar Poetry In English - Darsaal

Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko

main ne socha hai raat-bhar tum ko

kash ho jae ye KHabar tum ko

zindagi mein kabhi kisi ko bhi

main ne chaha nahin magar tum ko

jaanti hun ki tum nahin maujud

DhunDhti hai magar nazar tum ko

tum bhi afsos rah-rau nikle

main to samjhi thi ham-safar tum ko

mujh mein ab main nahin rahi baqi

main ne chaha hai is qadar tum ko

(1838) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko In English By Famous Poet Ambareen Haseeb Ambar. Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko is written by Ambareen Haseeb Ambar. Read famous Poem Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko for youth and Student by Ambareen Haseeb Ambar. Free Download Maine Socha Hai Raat-bhar Tumko in PDF.