Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b590c68ebb7f2dad6a0271ea6154c69b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal - Alimullah Poetry In English - Darsaal

Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal

pitam ke dekhne ke tamasha ko jaen chal

apne piya ko ishq sun apne rijhaen chal

jalsa kiya hai yar mahal mein jali ke aaj

KHalwat mein ab KHafi ke piya ko bulaen chal

parwa nahin piya ko kisi ke visal sun

fan sun usi ke us ko apas mein rijhaen chal

dam ka surud kar ke irade ka tar bandh

satri sada ka sur baja kar sunaen chal

nasut se guzar ke tafarroh sun ai 'alim'

lahut ke makan mein sada ghul machaen chal

(832) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal In English By Famous Poet Alimullah. Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal is written by Alimullah. Read famous Poem Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal for youth and Student by Alimullah. Free Download Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal in PDF.