Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_rg7j9f71pg0fdk585kj8pltuc6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya - Alimullah Poetry In English - Darsaal

Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya

kita kahin pukar ai ghafil biya biya

phirta hai kyun tu bhul apas ka piya piya

bujha hai kyun ajal ko apas se baid kar

ghaflat mein chup umar ko tu zae kiya kiya

ab to samajh Tuk ek tera jaan kaun hai

papa hai ji ko jis ne mua nahin jiya jiya

lekin nahin hai kaam har ek KHam ka yahan

aashiq wahi hua hai ki jo sar diya diya

pahuncha hai jo ki ishq mein manzil ko wasl ki

be-shak sakal jahan mein hua be-riya riya

jo kui qadam ko apne rakha rah-e-ishq mein

kahte hain aashiqan ki wo manzil liya liya

donon jahan se kaam nahin mujh ko ai 'alim'

bas hai mujhe karim diya so hiya hiya

(776) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya In English By Famous Poet Alimullah. Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya is written by Alimullah. Read famous Poem Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya for youth and Student by Alimullah. Free Download Kita Kahin Pukar Ai Ghafil Biya Biya in PDF.