Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9efc8d62bf8316a0e3c03987dc599ac1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin - Alimullah Hali Poetry In English - Darsaal

Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin

hai gham-e-hijr na ab zauq-e-talab kuchh bhi nahin

aaj tum lauT ke aae ho ki jab kuchh bhi nahin

tere Thukrane ki nisbat se hue hain mashhur

hum faqiron ka yahan nam-o-nasab kuchh bhi nahin

aaj ye bar-e-mulaqat uThega kyun-kar

us se milna hai pa milne ka sabab kuchh bhi nahin

ek aawaz ne toDi hai KHamoshi meri

DhunDhta hun to pas-e-sahil-e-shab kuchh bhi nahin

(724) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin In English By Famous Poet Alimullah Hali. Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin is written by Alimullah Hali. Read famous Poem Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin for youth and Student by Alimullah Hali. Free Download Hai Gham-e-hijr Na Ab Zauq-e-talab Kuchh Bhi Nahin in PDF.