Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c5cdcd51c1fb34b8f8ce9b8f08ef2a53, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
TaKHliq Ka Karb - Ali Sardar Jafri Poetry In English - Darsaal

TaKHliq Ka Karb

abhi abhi meri be-KHwabiyon ne dekhi hai

faza-e-shab mein sitaron ki aaKHiri parwaz

KHabar nahin ki andhere ke dil ki dhaDkan hai

ki aa rahi hai ujalon ke panw ki aawaz

bataun kya tujhe naghmon ke karb ka aalam

lahu-luhan hua ja raha hai sina-e-saz

(793) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

TaKHliq Ka Karb In English By Famous Poet Ali Sardar Jafri. TaKHliq Ka Karb is written by Ali Sardar Jafri. Read famous Poem TaKHliq Ka Karb for youth and Student by Ali Sardar Jafri. Free Download TaKHliq Ka Karb in PDF.