Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3ad9c94a24d2cebda9397a42a77cd7bc, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko - Ali Sardar Jafri Poetry In English - Darsaal

Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko

abhi aur tez kar le sar-e-KHanjar-e-ada ko

mere KHun ki hai zarurat teri shoKHi-e-hina ko

tujhe kis nazar se dekhe ye nigah-e-dard-agin

jo duaen de rahi hai teri chashm-e-bewafa ko

kahin rah gai ho shayad tere dil ki dhaDkanon mein

kabhi sun sake to sun le meri KHun-shuda nawa ko

koi bolta nahin hai main pukarta raha hun

kabhi but-kade mein but ko kabhi kabe mein KHuda ko

(764) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko In English By Famous Poet Ali Sardar Jafri. Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko is written by Ali Sardar Jafri. Read famous Poem Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko for youth and Student by Ali Sardar Jafri. Free Download Abhi Aur Tez Kar Le Sar-e-KHanjar-e-ada Ko in PDF.