Two Lines Poetry of Ali Sardar Jafri - 2 Lines Poetry - Couplets From Ali Sardar Jafri
Poet Name | Ali Sardar Jafri |
---|---|
Birth Date | 1913 |
Death Date | 2000 |
Birth Place | Mumbai |
Ye Tera Gulistan Tera Chaman Kab Meri Nawa Ke Qabil Hai
Ye Mai-kada Hai Yahan Hain Gunah Jam-ba-dast
Ye Kis Ne Phone Pe Di Sal-e-nau Ki Tahniyat Mujhko
Tu Wo Bahaar Jo Apne Chaman Mein Aawara
Shikayaten Bhi Bahut Hain Hikayaten Bhi Bahut
Shab Ke Sannate Mein Ye Kis Ka Lahu Gata Hai
Sau Milin Zindagi Se Saughaten
Pyas Jahan Ki Ek Bayaban Teri Sakhawat Shabnam Hai
Purane Sal Ki Thithuri Hui Parchhaiyan Simtin
Phutne Wali Hai Mazdur Ke Mathe Se Kiran
Partaw Se Jis Ke Aalam-e-imkan Bahaar Hai
Maqtal-e-shauq Ke Aadab Nirale Hain Bahut
Kami Kami Si Thi Kuchh Rang-o-bu-e-gulshan Mein
Kaam Ab Koi Na Aaega Bas Ek Dil Ke Siwa
Isi Liye To Hai Zindan Ko Justuju Meri
Isi Duniya Mein Dikha Den Tumhein Jannat Ki Bahaar
Inqalab Aaega Raftar Se Mayus Na Ho
Dil-o-nazar Ko Abhi Tak Wo De Rahe Hain Fareb
Daman Jhatak Ke Wadi-e-gham Se Guzar Gaya
Bahut Barbaad Hain Lekin Sada-e-inqalab Aae