Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_db66a7ae8124e0f39190c7350eb980a9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Chuni Hui Diwar Mein Dar - Ali Sahil Poetry In English - Darsaal

Chuni Hui Diwar Mein Dar

main

tumhein apni qabr ki miTTi se

khilaune banane ki ijazat nahin de sakta

tum agar chaho to

is miTTi se koi git bun sakti ho

ya koi diwar chun sakti ho

chuni hui diwar mein dar

mere nalon ki zimmedari hai

ye to mein chuni hui diwar ki baat kar raha hun

ye aasman bhi meri dastaras se bahar nahin hai

(829) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Chuni Hui Diwar Mein Dar In English By Famous Poet Ali Sahil . Chuni Hui Diwar Mein Dar is written by Ali Sahil . Read famous Poem Chuni Hui Diwar Mein Dar for youth and Student by Ali Sahil . Free Download Chuni Hui Diwar Mein Dar in PDF.