Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7658a1e060654a74d10b97164e9ae0a8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya - Ali Akbar Natiq Poetry In English - Darsaal

Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya

ghuncha ghuncha hans raha tha, pati patti ro gaya

phul walon ki gali mein gul tamasha ho gaya

hum ne dekhin dhup ki saDkon pe jis ki wahshaten

raat ke sine se lag kar aaKHirash wo so gaya

aasman ke rauzanon se lauT aata tha kabhi

wo kabutar ek haweli ke chhajon mein kho gaya

ek gali ke nur ne tarik kitne ghar kiye

wo na lauTa shaKHs bina aankhen le kar jo gaya

(818) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya In English By Famous Poet Ali Akbar Natiq. Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya is written by Ali Akbar Natiq. Read famous Poem Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya for youth and Student by Ali Akbar Natiq. Free Download Ghuncha Ghuncha Hans Raha Tha, Pati Patti Ro Gaya in PDF.