Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0a834b02d12cef67027b2ba1d904254a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne - Ali Akbar Natiq Poetry In English - Darsaal

Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne

baad-e-sahra ko rah-e-shahr pe Dala kis ne

tar-e-wahshat ko gareban se nikala kis ne

muKHtasar baat thi, phaili kyun saba ki manind

dard-mandon ka fasana tha, uchhaala kis ne

bastiyon wale to KHud oDh ke patte, soe

dil-e-awara tujhe raat sambhaala kis ne

aag phulon ki talab mein thi, hawaon pe ruki

nazr-e-jaan kis ki hui, rah se Tala kis ne

kanch ki rah pe ek rasm-e-safar thi mujh se

baad mere buna har gam pe jala kis ne

(736) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne In English By Famous Poet Ali Akbar Natiq. Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne is written by Ali Akbar Natiq. Read famous Poem Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne for youth and Student by Ali Akbar Natiq. Free Download Baad-e-sahra Ko Rah-e-shahr Pe Dala Kis Ne in PDF.