Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b498b2c54219877f6025b3df604b1be5, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan - Ali Akbar Natiq Poetry In English - Darsaal

Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan

azal ke qissa-go ne dil ki jo utari dastan

kahin kahin se us ne to bahut sanwari dastan

hua se jo sairbin purane mausamon ki hai

suna suna ke thak gai meri tumhaari dastan

kisi ka saya rah gaya gali ke ain moD par

usi habib sae se bani hamari dastan

meri jabin pe sanehat ne likhi hain arziyan

ye arziyan hain hasraton ki ek bhaari dastan

dil-e-KHarab-o-KHasta par nazar na tu ne ki bahaal

ki us makan ki tere gosh sau guzari dastan

(707) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan In English By Famous Poet Ali Akbar Natiq. Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan is written by Ali Akbar Natiq. Read famous Poem Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan for youth and Student by Ali Akbar Natiq. Free Download Azal Ke Qissa-go Ne Dil Ki Jo Utari Dastan in PDF.