Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_94633731ddca0e333bfc5fdb183c4995, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega - Alam Khursheed Poetry In English - Darsaal

Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega

main jis jagah bhi rahunga wahin pe aaega

mera sitara kisi din zamin pe aaega

lakir khinch ke baiThi hai tishnagi meri

bas ek zid hai ki dariya yahin pe aaega

muhib sae baDhe aate hain hamari taraf

kab e'tibar hamein dur-bin pe aaega

ab is ada se hawaen diye bujhaengi

ki ittiham bhi KHana-nashin pe aaega

kaman-e-waqt ne hum ko hadaf banaya hai

kahin se tir chalega hamin pe aaega

uDa raha hun ghubara magar KHabar hai mujhe

zara si der mein wapas zamin pe aaega

(772) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega In English By Famous Poet Alam Khursheed. Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega is written by Alam Khursheed. Read famous Poem Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega for youth and Student by Alam Khursheed. Free Download Main Jis Jagah Bhi Rahunga Wahin Pe Aaega in PDF.