Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a149d7216e5db87b33df52d342129292, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein - Alam Khursheed Poetry In English - Darsaal

Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein

hum ko lutf aata hai ab fareb khane mein

aazmaen logon ko KHub aazmane mein

do-ghaDi ke sathi ko ham-safar samajhte hain

kis qadar purane hain hum nae zamane mein

tere pas aane mein aadhi umr guzri hai

aadhi umr guzregi tujh se ub jaane mein

ehtiyat rakhne ki koi had bhi hoti hai

bhed hamin ne khole hain bhed ko chhupane mein

zindagi tamasha hai aur is tamashe mein

khel hum bigaDenge khel ko banane mein

(1894) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein In English By Famous Poet Alam Khursheed. Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein is written by Alam Khursheed. Read famous Poem Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein for youth and Student by Alam Khursheed. Free Download Hum Ko Lutf Aata Hai Ab Fareb Khane Mein in PDF.