Two Lines Poetry of Alam Khursheed - 2 Lines Poetry - Couplets From Alam Khursheed
Poet Name | Alam Khursheed |
---|---|
Birth Date | 1959 |
Birth Place | Patna |
Tamam Rang Adhure Lage Tere Aage
Tahzib Ki Zanjir Se Uljha Raha Main Bhi
Tabdiliyon Ka Nashsha Mujh Par Chadha Hua Hai
Raat Gae Aksar Dil Ke Viranon Mein
Pichhe Chhute Sathi Mujhko Yaad Aa Jate Hain
Mangti Hai Ab Mohabbat Apne Hone Ka Subut
Maine Bachpan Mein Adhura Khwab Dekha Tha Koi
Lakir Khinch Ke Baithi Hai Tishnagi Meri
Kuchh Raste Mushkil Hi Achchhe Lagte Hain
Koi Surat Bhi Nahin Milti Kisi Surat Mein
Kisi Ko Dhundte Hain Hum Kisi Ke Paikar Mein
Kisi Ke Raste Pe Kaise Nazren Jamae Rakkhun
Kabhi Kabhi Kitna Nuqsan Uthana Padta Hai
Ishq Mein Tahzib Ke Hain Aur Hi Kuchh Falsafe
Is Faisle Se Khush Hain Afrad Ghar Ke Sare
Hath Pakad Le Ab Bhi Tera Ho Sakta Hun Main
Guzishta Rut Ka Amin Hun Nae Makan Mein Bhi
Dil Rota Hai Chehra Hansta Rahta Hai
Chaaron Taraf Hain Shole Ham-sae Jal Rahe Hain
Bahut Sukun Se Rahte The Hum Andhere Mein
Apni Kahani Dil Mein Chhupa Kar Rakhte Hain
Ahl-e-hunar Ki Aankhon Mein Kyun Chubhta Rahta Hun
Ab Kitni Kar-amad Jangal Mein Lag Rahi Hai
Aae Ho Numaish Mein Zara Dhyan Bhi Rakhna