Two Lines Poetry of Akhtar Shirani - 2 Lines Poetry - Couplets From Akhtar Shirani
Poet Name | Akhtar Shirani |
---|---|
Birth Date | 1905 |
Death Date | 1948 |
Birth Place | Lahore |
Zindagi Kitni Masarrat Se Guzarti Ya Rab
Yaad Aao Mujhe Lillah Na Tum Yaad Karo
Wo Agar Aa Na Sake Maut Hi Aai Hoti
Uthte Nahin Hain Ab To Dua Ke Liye Bhi Hath
Uske Ahd-e-shabab Mein Jina
Un Ras Bhari Aankhon Mein Haya Khel Rahi Hai
Umr Bhar Ki Talkh Bedari Ka Saman Ho Gain
Thak Gae Hum Karte Karte Intizar
Tamannaon Ko Zinda Aarzuon Ko Jawan Kar Lun
Raat Bhar Un Ka Tasawwur Dil Ko Tadpata Raha
Palat Si Gai Hai Zamane Ki Kaya
Mujhe Hai Etibar-e-wada Lekin
Mujhe Donon Jahan Mein Ek Wo Mil Jaen Gar Akhtar
Muddaten Ho Gain Bichhde Hue Tum Se Lekin
Mubarak Mubarak Naya Sal Aaya
Mohabbat Ke Iqrar Se Sharm Kab Tak
Mit Chale Meri Umidon Ki Tarah Harf Magar
Mana Ki Sab Ke Samne Milne Se Hai Hijab
Laundry Kholi Thi Uske Ishq Mein
Kuchh To Tanhai Ki Raaton Mein Sahaara Hota
Kuchh Is Tarah Se Yaad Aate Rahe Ho
Kucha-e-husn Chhuta To Hue Ruswa-e-sharab
Kiya Hai Aane Ka Wada To Usne
Kisi Maghrur Ke Aage Hamara Sar Nahin Jhukta
Khafa Hain Phir Bhi Aa Kar Chhed Jate Hain Tasawwur Mein
Kanton Se Dil Lagao Jo Ta-umr Sath Den
Kaam Aa Sakin Na Apni Wafaen To Kya Karen
Ishq Ko Naghma-e-ummid Suna De Aa Kar
Inhi Gham Ki Ghataon Se Khushi Ka Chand Niklega
In Wafadari Ke Wadon Ko Ilahi Kya Hua