Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_999ed4bb7b9faecf841ea5d1dd0e1af4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain - Akhtar Raza Saleemi Poetry In English - Darsaal

Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain

andeshe mujhe nigal rahe hain

kyun dard hi phul-phal rahe hain

dekho meri aankh bujh rahi hai

dekho mere KHwab jal rahe hain

ek aag hamari muntazir hai

ek aag se hum nikal rahe hain

jismon se nikal rahe hain sae

aur raushni ko nigal rahe hain

ye baat bhi likh le ai muarriKH

malbe se qalam nikal rahe hain

(774) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain In English By Famous Poet Akhtar Raza Saleemi. Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain is written by Akhtar Raza Saleemi. Read famous Poem Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain for youth and Student by Akhtar Raza Saleemi. Free Download Andeshe Mujhe Nigal Rahe Hain in PDF.