Two Lines Poetry of Akhtar Raza Saleemi - 2 Lines Poetry - Couplets From Akhtar Raza Saleemi
Poet Name | Akhtar Raza Saleemi |
---|---|
Birth Date | 1974 |
Birth Place | Islamabad |
Yahin Kahin Pe Koi Shahr Bas Raha Tha Abhi
Tumhaare Hone Ka Shayad Suragh Pane Lage
Tujhe Khabar Nahin Is Baat Ki Abhi Shayad
Suna Gaya Hai Yahan Shahr Bas Raha Tha Koi
Pahle Tarasha Kanch Se Usne Mera Wajud
Khwab Galiyon Mein Phir Rahe The Aur
Jismon Se Nikal Rahe Hain Sae
Hum Aae Roz Naya Khwab Dekhte Hain Magar
Guzar Raha Hun Kisi Jannat-e-jamal Se Main
Ek Aag Hamari Muntazir Hai
Dil-o-nigah Pe Tari Rahe Fusun Us Ka
Dil O Nigah Pe Tari Rahe Fusun Us Ka
Ab Zamin Bhi Jagah Nahin Deti
Aae Adam Se Ek Jhalak Dekhne Teri