Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_393e51799f596437cbc39bf6a8ec6c4d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai - Akhtar Husain Jafri Poetry In English - Darsaal

Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai

ek harf-e-fasurda dagh mein hai

ek baat bujhe charagh mein hai

ek nam lahu ki gardishon mein

tufan mein Dolta safina

Dube na bhanwar ke par utre

ek sham ki jis ke baam-o-dar ko

haari hui subh se shikayat

ruThe hue chand ki tamanna

ek rah-naward jo ye chahe

panw na had-e-wafa se nikle

sar se na safar ka bar utre

(888) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai In English By Famous Poet Akhtar Husain Jafri. Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai is written by Akhtar Husain Jafri. Read famous Poem Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai for youth and Student by Akhtar Husain Jafri. Free Download Ek Harf-e-fasurda Dagh Mein Hai in PDF.