Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d1f7e5440ca08c4eaf3ba1da40980cfe, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua - Akhtar Hoshiyarpuri Poetry In English - Darsaal

Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua

meri nigah ka paigham be-sada jo hua

wo meri baat sune kyun main be-nawa jo hua

sawad-e-shahr mein milte hain log sang-ba-dast

sawad-e-shahr se sahra ko rasta jo hua

mila na tu to gham-e-zindagi ke diwane

idhar hi lauT paDe main tera pata jo hua

tamam raat main sunta raha teri aawaz

tera KHayal hi mujh ko teri sada jo hua

hawa-e-gul bhi pareshan qaba-e-gul bhi chaak

junun ka fasl-e-bahaaran se rabta jo hua

(726) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua In English By Famous Poet Akhtar Hoshiyarpuri. Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua is written by Akhtar Hoshiyarpuri. Read famous Poem Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua for youth and Student by Akhtar Hoshiyarpuri. Free Download Meri Nigah Ka Paigham Be-sada Jo Hua in PDF.