Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_97b600a102f9a24bb3cda22707feaa2d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata - Akhtar Ansari Poetry In English - Darsaal

Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata

samajhta hun main sab kuchh sirf samjhana nahin aata

taDapta hun magar auron ko taDpana nahin aata

ye jamuna ki hasin amwaj kyun argan bajati hain

mujhe gana nahin aata mujhe gana nahin aata

ye meri zist KHud ek mustaqil tufan hai 'aKHtar'

mujhe in gham ke tufanon se ghabrana nahin aata

(909) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata In English By Famous Poet Akhtar Ansari. Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata is written by Akhtar Ansari. Read famous Poem Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata for youth and Student by Akhtar Ansari. Free Download Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata in PDF.