Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3be33c6c3c4c0f79ce6807aa6e851183, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai - Akhtar Ansari Poetry In English - Darsaal

Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai

dil-e-fasurda mein kuchh soz o saz baqi hai

wo aag bujh gai lekin gudaz baqi hai

niyaz-kesh bhi meri tarah na ho koi

umid mar chuki zauq-e-niyaz baqi hai

wo ibtida-e-mohabbat ki lazzaten wallah

ki ab bhi ruh mein ek ehtizaz baqi hai

na saz-e-dil hai ab 'aKHtar' na husn ki mizrab

magar wo fitrat-e-naghma-nawaz baqi hai

(704) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai In English By Famous Poet Akhtar Ansari. Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai is written by Akhtar Ansari. Read famous Poem Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai for youth and Student by Akhtar Ansari. Free Download Dil-e-fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai in PDF.