Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8ea2f3eb353727b8859152a6b1f0f20a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh - Akbar Allahabadi Poetry In English - Darsaal

Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh

wazn ab un ka muayyan nahin ho sakta kuchh

barf ki tarah musalman ghule jate hain

dagh ab un ki nazar mein hain sharafat ke nishan

nai tahzib ki maujon se dhule jate hain

ilm ne rasm ne mazhab ne jo ki thi bandish

TuTi jati hai wo sab band khule jate hain

shaiKH ko wajd mein lai hain piyanon ki gaten

pech dastar-e-fazilat ke khule jate hain

(1052) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh In English By Famous Poet Akbar Allahabadi. Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh is written by Akbar Allahabadi. Read famous Poem Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh for youth and Student by Akbar Allahabadi. Free Download Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahin Ho Sakta Kuchh in PDF.