Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5e7fba974733e8f2dc76e6015de838f1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai - Akbar Allahabadi Poetry In English - Darsaal

Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai

mani ko bhula deti hai surat hai to ye hai

nature bhi sabaq sikh le zinat hai to ye hai

kamre mein jo hansti hui aai mis-e-rana

teacher ne kaha ilm ki aafat hai to ye hai

ye baat to achchhi hai ki ulfat ho mison se

hur un ko samajhte hain qayamat hai to ye hai

pechida masail ke liye jate hain england

zulfon mein ulajh aate hain shamat hai to ye hai

public mein zara hath mila lijiye mujh se

sahab mere iman ki qimat hai to ye hai

(945) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai In English By Famous Poet Akbar Allahabadi. Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai is written by Akbar Allahabadi. Read famous Poem Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai for youth and Student by Akbar Allahabadi. Free Download Mani Ko Bhula Deti Hai Surat Hai To Ye Hai in PDF.