Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d7bbab25f255d746b6a5a7197d773d3b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai - Akbar Allahabadi Poetry In English - Darsaal

Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai

kya hi rah rah ke tabiat meri ghabraati hai

maut aati hai shab-e-hijr na nind aati hai

wo bhi chup baiThe hain aghyar bhi chup main bhi KHamosh

aisi sohbat se tabiat meri ghabraati hai

kyun na ho apni lagawaT ki nazar par nazan

jaante ho ki dilon ko ye laga lati hai

bazm-e-ishrat kahin hoti hai to ro deta hun

koi guzri hui sohbat mujhe yaad aati hai

(1116) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai In English By Famous Poet Akbar Allahabadi. Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai is written by Akbar Allahabadi. Read famous Poem Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai for youth and Student by Akbar Allahabadi. Free Download Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai in PDF.