Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2a7e8f55f0c28e198b1860ea571e9413, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga - Akbar Allahabadi Poetry In English - Darsaal

Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga

jo tumhaare lab-e-jaan-baKHsh ka shaida hoga

uTh bhi jaega jahan se to masiha hoga

wo to musa hua jo talib-e-didar hua

phir wo kya hoga ki jis ne tumhein dekha hoga

qais ka zikr mere shan-e-junun ke aage

agle waqton ka koi baadiya-paima hoga

aarzu hai mujhe ek shaKHs se milne ki bahut

nam kya lun koi allah ka banda hoga

lal-e-lab ka tere bosa to main leta hun magar

Dar ye hai KHun-e-jigar baad mein pina hoga

(969) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga In English By Famous Poet Akbar Allahabadi. Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga is written by Akbar Allahabadi. Read famous Poem Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga for youth and Student by Akbar Allahabadi. Free Download Jo Tumhaare Lab-e-jaan-baKHsh Ka Shaida Hoga in PDF.