Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f4f6580772631d035c699ecd041fcd6a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se - Ajmal Siddiqi Poetry In English - Darsaal

Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se

sab ne dekha mujhe uThta hua mere ghar se

pech-dar-pech wo KHamosh dhuan main hi tha

sach ka zahr gawara na kisi ko bhi hua

talKHi0-e-zaega-e-kaam-o-zaban main hi tha

KHud hi pyasa tha bhala pyas bujhata kis ki

sar pe suraj ko liye abr-e-rawan main hi tha

dar pe ek qufl pur asrar paDa tha 'ajmal'

bhed khulta bhi to kaise ki makan main hi tha

(2913) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se In English By Famous Poet Ajmal Siddiqi. Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se is written by Ajmal Siddiqi. Read famous Poem Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se for youth and Student by Ajmal Siddiqi. Free Download Sab Ne Dekha Mujhe UThta Hua Mere Ghar Se in PDF.