Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_daf30a4969543e994819e55f8faa4dc0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Un Ko Apne Qarib Dekha Hai - Ajeet Kumar Dil Poetry In English - Darsaal

Un Ko Apne Qarib Dekha Hai

un ko apne qarib dekha hai

KHwab main ne ajib dekha hai

meri aankhon se jitna dur hai wo

utna dal ke qarib dekha hai

ishq ko kuchh na de saka KHairaat

husn ko bhi gharib dekha hai

pasti-e-haal par na ho mayus

kis ne apna nasib dekha hai

dil gaya dekhte hain us but ko

saneha ye ajib dekha hai

(719) Peoples Rate This

Ajeet Kumar Dil's More Poetry

Your Thoughts and Comments

Un Ko Apne Qarib Dekha Hai In English By Famous Poet Ajeet Kumar Dil. Un Ko Apne Qarib Dekha Hai is written by Ajeet Kumar Dil. Read famous Poem Un Ko Apne Qarib Dekha Hai for youth and Student by Ajeet Kumar Dil. Free Download Un Ko Apne Qarib Dekha Hai in PDF.