Two Lines Poetry of Ain Tabish - 2 Lines Poetry - Couplets From Ain Tabish
Poet Name | Ain Tabish |
---|---|
Birth Date | 1958 |
Birth Place | Patna |
Tu Jo Is Duniya Ki Khatir Apna-ap Ganwata Hai
Roz Ek Marg Ka Aalam Bhi Guzarta Hai Yahan
Main Us Ghadi Apne Aap Ka Samna Bhi Karne Se Bhagta Hun
Main Apna Kar-e-wafa Aazmaunga Phir Bhi
Ji Laga Rakkha Hai Yun Tabir Ke Auham Se
Isi Qadar Hai Hayat O Ajal Ke Bich Ka Farq
Har Aise-waise Se Qufl-e-qafas Nahin Khulta
Hai Ek Hi Lamha Jo Kahin Wasl Kahin Hijr
Ek Zara Chain Bhi Lete Nahin Tabish-sahab
Ek Khushbu Thi Jo Malbus Pe Tabinda Thi
Ek Basti Thi Hui Waqt Ke Andoh Mein Gum
Be-hunar Dekh Na Sakte The Magar Dekhne Aae
Aaj Bhi Uske Mere Bich Hai Duniya Hail