Two Lines Poetry of Ahmad Sagheer Siddiqui - 2 Lines Poetry - Couplets From Ahmad Sagheer Siddiqui
Poet Name | Ahmad Sagheer Siddiqui |
---|
Zakhm Itne Hain Badan Par Ki Kahin Dard Nahin
Ye Na Dekho Ki Mere Zakhm Bahut Kari Hain
Ye Kya Ki Aashiqi Mein Bhi Fikr-e-ziyan Rahe
Usi Khatir Hata Li Hai Masail Se Tawajjoh
The Yahan Sare Amal Radd-e-amal Ke Muhtaj
Takhliq Khud Kiya Tha Kal Apne Mein Ek Ghar
Sunta Hai Yahan Kaun Samajhta Hai Yahan Kaun
Sari Duniya Se Alag Wahshat-e-dil Hai Apni
Parda Jo Utha Diya Gaya Hai
Kuchh Der Mein Ye Dil Kisi Ginti Mein Na Hoga
Koi Taswir Bana Le Ki Tujhe Yaad Rahen
Kisi Surat Ye Nukta-chiniyan Kuchh Rang To Lain
Khud Apni Zat Se Ek Muqtadi Nikalta Hun
Kholin Wo Dar Kisi Ne Bhi Khola Na Ho Jise
Kahan Main Aur Kahan Gosha-nashini Ka Ye Elan
Kabhi Na Badle Dil-e-ba-safa Ke Taur-tariq
Kab Se Main Safar Mein Hun Magar Ye Nahin Malum
Ji-bhar Ke Sitare Jagmagaen
Ishq Ek Mashghala-e-jaan Bhi To Ho Sakta Hai
Is Ishq Mein Na Puchho Haal-e-dil-e-darida
Hum Ki Ek Umr Rahe Ishwa-e-duniya Ke Asir
Gard Ki Tarah Sar-e-rahguzar Baithe Hain
Charagh Un Pe Jale The Bahut Hawa Ke Khilaf
Chahe Hain Tamasha Mere Andar Kai Mausam
Aana Zara Tafrih Rahegi