Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cf500d02e43d5e7377bb5a8f8eb8864d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain - Ahmad Nadeem Qasmi Poetry In English - Darsaal

Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain

go mere dil ke zaKHm zati hain

in ki Tisen to kaenati hain

aadmi shash-jahat ka dulha

waqt ki gardishen baraati hain

faisle kar rahe hain arsh-nashin

aafaten aadmi pe aati hain

kaliyan kis daur ke tasawwur mein

KHun hote hi muskuraati hain

tere wade hon jin ke shamil-e-haal

wo umangen kahan samati hain

(887) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain In English By Famous Poet Ahmad Nadeem Qasmi. Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain is written by Ahmad Nadeem Qasmi. Read famous Poem Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain for youth and Student by Ahmad Nadeem Qasmi. Free Download Go Mere Dil Ke ZaKHm Zati Hain in PDF.