Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a8a4fd2562046ad19a018f2215e9b2af, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai - Ahmad Mushtaq Poetry In English - Darsaal

Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai

mujhe us ne teri KHabar di hai

jis ne har sham ko sahar di hai

gum raha hun tere KHayalon mein

tujh ko aawaz umr bhar di hai

din tha aur gard-e-rahguzar nasib

raat hai aur sitara-gardi hai

sard-o-garm-e-zamana dekh liya

na wo garmi hai ab na sardi hai

(875) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai In English By Famous Poet Ahmad Mushtaq. Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai is written by Ahmad Mushtaq. Read famous Poem Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai for youth and Student by Ahmad Mushtaq. Free Download Mujhe Usne Teri KHabar Di Hai in PDF.