Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c6106d24e01e0ed8fb203b1ae2c727b2, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main - Ahmad Mushtaq Poetry In English - Darsaal

Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main

bhule-bisre mausamon ke darmiyan rahta hun main

ab jahan koi nahin rahta hun main

din Dhale karta hun buDhi haDDiyon se saz-baz

jab talak shab Dhal nahin jati jawan rahta hun main

kya KHabar un ko bhi aata ho kabhi mera KHayal

kin malalon mein hun kaisa hun kahan rahta hun main

jagmagate jagte shahron mein rahta hun malul

soi soi bastiyon mein shadman rahta hun main

bota rahta hun hawa mein gum-shuda naghmon ke bij

wo samajhte hain ki masruf-e-fughan rahta hun main

(1267) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main In English By Famous Poet Ahmad Mushtaq. Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main is written by Ahmad Mushtaq. Read famous Poem Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main for youth and Student by Ahmad Mushtaq. Free Download Bhule-bisre Mausamon Ke Darmiyan Rahta Hun Main in PDF.