Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_08ef1517ddbca30ee1cf1c73b27ec3d1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum - Ahmad Mushtaq Poetry In English - Darsaal

Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum

ab manzil-e-sada se safar kar rahe hain hum

yani dil-e-sukut mein ghar kar rahe hain hum

khoya hai kuchh zarur jo us ki talash mein

har chiz ko idhar se udhar kar rahe hain hum

goya zamin kam thi tag-o-taz ke liye

paimaish-e-nujum-o-qamar kar rahe hain hum

kafi na tha jamal-e-ruKH-e-sada-e-bahaar

zebaish-e-giyah-o-shajar kar rahe hain hum

(849) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum In English By Famous Poet Ahmad Mushtaq. Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum is written by Ahmad Mushtaq. Read famous Poem Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum for youth and Student by Ahmad Mushtaq. Free Download Ab Manzil-e-sada Se Safar Kar Rahe Hain Hum in PDF.