Two Lines Poetry of Ahmad Mahfuz - 2 Lines Poetry - Couplets From Ahmad Mahfuz
Poet Name | Ahmad Mahfuz |
---|---|
Birth Date | 1966 |
Birth Place | Delhi |
Zakhmon Ko Ashk-e-khun Se Sairab Kar Raha Hun
Ye Shughl-e-zabani Bhi Be-sarfa Nahin Aakhir
Ye Kaisa Khun Hai Ki Bah Raha Hai Na Jam Raha Hai
Ye Jo Dhuan Dhuan Sa Hai Dasht-e-guman Ke Aas-pas
Yahin Gum Hua Tha Kai Bar Main
Use Bhulaya To Apna Khayal Bhi Na Raha
Us Se Milna Aur Bichhadna Der Tak Phir Sochna
Tariki Ke Raat Azab Hi Kya Kam The
Suna Hai Shahr Ka Naqsha Badal Gaya Mahfuz
Shor Harim-e-zat Mein Aakhir Uttha Kyun
Nahin Aasman Teri Chaal Mein Nahin Aaunga
Milne Diya Na Us Se Hamein Jis Khayal Ne
Meri Ibtida Meri Intiha Kahin Aur Hai
Kisi Se Kya Kahen Sunen Agar Ghubar Ho Gae
Kahan Kisi Ko Thi Fursat Fuzul Baaton Ki
Hum Ko Aawargi Kis Dasht Mein Lai Hai Ki Ab
Gum-shuda Main Hun To Har Samt Bhi Gum Hai Mujh Mein
Dekhna Hi Jo Shart Thahri Hai
Daman Ko Zara Jhatak To Dekho
Chadha Hua Tha Wo Dariya Agar Hamare Liye
Bichhad Ke Khak Hue Hum To Kya Zara Dekho
Ab Is Makan Mein Naya Koi Dar Nahin Karna