Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f573f82c248daba94e73d34899fea36f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga - Ahmad Khayal Poetry In English - Darsaal

Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga

un ko mein karbala ke mahine mein launga

kufa ke sare log madine mein launga

ye zar bhi ek roz dafine mein launga

sare jahan ke dard ko sine mein launga

miTTi kuchh ajnabi se jaziron ki lazmi

lauTa tu apne sath safine mein launga

pahle karunga chhat pe bahut der guftugu

phir is ke baad chand ko zine mein launga

ji bhar ke mein ne KHak uDa li nagar nagar

ab zindagi ko ek qarine mein launga

(824) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga In English By Famous Poet Ahmad Khayal. Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga is written by Ahmad Khayal. Read famous Poem Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga for youth and Student by Ahmad Khayal. Free Download Un Ko Mein Karbala Ke Mahine Mein Launga in PDF.