Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_edd74a82b6ffc2c4a1ba5ef11aaea4d6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye - Ahmad Khayal Poetry In English - Darsaal

Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye

sukut toDne ka ehtimam karna chahiye

kabhi-kabhaar KHud se bhi kalam karna chahiye

adab mein jhukna chahiye salam karna chahiye

KHirad tujhe junun ko imam karna chahiye

ulajh gae hain sare tar ab mere KHuda tujhe

tawil dastan ka iKHtitam karna chahiye

tamam log nafraton ke zahr mein bujhe hue

mohabbaton ke silsilon ko aam karna chahiye

mere lahu tu chashm aur ashk se gurez kar

tujhe ragon ke darmiyan KHiram karna chahiye

(806) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye In English By Famous Poet Ahmad Khayal. Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye is written by Ahmad Khayal. Read famous Poem Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye for youth and Student by Ahmad Khayal. Free Download Sukut ToDne Ka Ehtimam Karna Chahiye in PDF.