Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_81e2a920e1d3a0ddb5cd2d014d9faabe, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein - Ahmad Khayal Poetry In English - Darsaal

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein

jis samay tera asar tha mujh mein

baat karne ka hunar tha mujh mein

subh hote hi sabhi ne dekha

koi ta hadd-e-nazar tha mujh mein

man batati hai ki bachpan ke samay

kisi aaseb ka Dar tha mujh mein

jo bhi aaya kabhi wapas na gaya

aisi chahat ka bhanwar tha mujh mein

main tha sadiyon ke safar mein 'ahmad'

aur sadiyon ka safar tha mujh mein

(793) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein In English By Famous Poet Ahmad Khayal. Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein is written by Ahmad Khayal. Read famous Poem Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein for youth and Student by Ahmad Khayal. Free Download Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein in PDF.