Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f8063cd9fdd70d51d17778e920bef156, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main - Ahmad Kamran Poetry In English - Darsaal

Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main

tumhaare hijr ko kafi nahin samajhta main

kisi malal ko hatmi nahin samajhta main

ye aur baat ki aari hai dil mohabbat se

ye dukh siwa hai ki aari nahin samajhta main

chala hai raat ke ham-rah chhoD kar mujh ko

charagh us ko to yari nahin samajhta main

main inhimak se ek intizar ji raha hun

magar ye kaam zaruri nahin samajhta main

meri wafa hai mere munh pe hath rakkhe hue

tu sochta hai ki kuchh bhi nahin samajhta main

(835) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main In English By Famous Poet Ahmad Kamran. Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main is written by Ahmad Kamran. Read famous Poem Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main for youth and Student by Ahmad Kamran. Free Download Tumhaare Hijr Ko Kafi Nahin Samajhta Main in PDF.